Ghar k sabz charay pe pala huwa sahiwal nasal ka doonda desi bachra jis ka ghosht wazan 5 man (200kg) hai Lahore ma braye farokht hai. Healthy fully vaccinated only grass fed khoob soorat nakail dali huwi. Online pasand karain ya farm pe aa k pasand karain or aap k gr deliver kr dia jaye ga.